Www.Gujjuadvice.in ke readers ko pata hi honga ki gujjuadvice blog par kis topic se releted post share ki jati hai. Ye blog hindi blogger ki comunity hai. Yadi aap iske bare me jyada jankari chahte hai to Hamare Bare Me jyada padh sakte hai.
![]() |
Gujjuadvice Guest Post |
Submit Guest Post – GujjuAdvice blog par Guest Post Kaise kare.
- Aapke content ki quality badhiya honi chahiye. Matlab kahi se copy ki gai post nahi publish hogi.
- Post releted kam se kam ek image jarur hona chahiye. Agar aapne copy kiya hai to reference jarur de.
- Aapke post word ki length minimum 650 honi chaihye. Aap ise jyada bhi likh sakte hai.
- Post logo ke liye usfull honi chaiye our valuable hona bahut jaruri hai.
- Post me aap english hindi our hinglish use kar sakte hai.
Konse Topic par Post likh Sakte hai.
- Blogging:- se releted koi bhi jaankari aap share kar sakte hai.
- Youtube:- se releted koi bhi jaankari gujjuadvice par share ki jati hai.
- Social Networking Sites:- jaise Facebook, Twitter, Google+ ke bare me information ya phur Tips or Tricks
- Mobile se sambandit Jaankari.
- Internet News
- Internet se sambandit koi bhi jaankari – Internet News, Tips, Tricks, Security etc.
Guest post ke niyam:-
- Aapke dwara bheji gai post yaha publish hone ke baad aap kahi our ise publish nahi kar sakte.
- Koi invalid link ka use nahi hona chahiye.
- Aap jo post hame bhejte hai me use edit kar sakte hu. Taki vo user friendly ho.
Yadi aap chahte hai to aapka naam our aapki photo post ke sath share ki jayegi.
Yadi aap bhi blogging karte hai to hamari our se aapko backlink milengi. Jo SEO ke liye kafi usfull hai.
Hamare blog se aap Paise kamana chate hai to ye bhi ho sakta hai. Me Rs 50-500(Only India) tak aapko per post ke hisab se pay karunga.
Note:- Aap paise ke liye post likhte hai to aapka naam our link nahk di jayegi.
Yadi Aap gujjuadvice par Guest Post ke Jariye Apne Product/Service ka Promotion karna chate hai to aapki post Sponsor Post ki Category me aayegi,
Agar Sponsor Post karna chate hai to Phele hamse contact karke uski puri jankari bataye, Fir ham bata payege kitna charge lagega.
Guesr Post Kaise Send Kare:-
Aap apni Post ko kisi bhi tarah for example.. Text File, MS Word, HTML kisi me bhi likh kar Form se submit kare. Post send karne ke liye sabse pahle Contact us page par jaye our hame contact kare iske baad aap apni post hame send kar sakte hai. Is topic se releted aapka koi sawal ho to aap hame comment me bata sakte hai.
bhai ye theam kown se hai
ReplyDeleteNews 16 blogger templete
DeleteFree theme hai...
DeletePage Link not Work Please Fix
ReplyDeleteNow Done👍
Delete